Lyrics Wiki .com

Over 390,000 song lyrics online now!
artist browse | track browse | search | random lyric | submit lyric | contact us
  BROWSE LYRICS:
ABCDE
FGHIJ
KLMNO
PQRST
UVWXY
Z
SEARCH LYRICS:
Find:


SITE STATS:




- 390,531 lyrics
- 24,313 artists

Lyrics for Zamaney Ke Andaaz(Saqi Nama) by Junoon:



Artist:Junoon
No album artwork found
Album:Miscellaneous
Track:Zamaney Ke Andaaz(Saqi Nama)
 
Date Added:18/10/2007
Views:190
 
Lyrics:Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey (x2)

Khirad ko ghulami say aazad kar
Jawanon ko peeron ka ustad kar

Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey

Jigar say wohi teer phir par kar
Tamanna ko seenon main bedar kar (x2)

Jawanon ko sozi jigar bakhsh de
Mera ishq meri nazar bakhsh de

Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey

Khirad ko ghulami say aazad kar
Jawanon ko peeron ka ustad kar

Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey

Pila de mujhe woh may pardah soz
Keh aati nahin fasl-e-gul roz roz (x2)

Woh may jis say roshan hai zameer-i-hayaat
Woh may jis say hai mastee-e-kainaat
mastee-e-kainaat

Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey (x2)

Khirad ko ghulami say aazad kar
Jawanon ko peeron ka ustad kar

Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey (fade till end)
 
 Reddit  |  X / Twitter  |  Facebook  |  Copy link


More Junoon Lyrics:

1.   Junoon: Chori Chori  
2.   Junoon: Yaar Bina  
3.   Junoon: Husn Walo  
4.   Junoon: Jogiya  
5.   Junoon: Ne Heeray  
6.   Junoon: Sayonee  
7.   Junoon: Dosti  
8.   Junoon: Bheegi Yadein  
9.   Junoon: Jazba-E-Junoon  
10.   Junoon: Neend Aati Nahein  
Featured:    Metallica Lux Æterna lyrics   


home | artist browse | track browse | search | random lyric | submit lyric | contact us | link partners