|
|
- 390,531 lyrics - 24,313 artists
|
|
|
Lyrics for Chalay Thay Saath by Junoon:
| | | Artist: | Junoon |
| | Album: | Unknown | | Track: | Chalay Thay Saath | | | | Date Added: | 18/10/2007 | | Views: | 76 | | | | Lyrics: | chalay..
chalay thay saath saath
rukay..
rukay thay saath saath
kitna haseen
tha apnsa safar
saaray jahan ki khushian theen saath
bichar gayay hum dukh ki hay baat
mairi zindagi
mairay saath nahin
chalay..
chalay thay saath saath
rukay..
rukay thay saath saath
kaisay na karta usko main pyar
uski haseen
main sukh thay hazaar
bichar gayay hum dukh ki hay baat
mairi zindagi
mairay
saath nahin
kia socha hua kia
dooor ho kay mila kia
main nay uss kay dil ko
tora
kia?
ya phir uss nay mujh ko chora
kia?
bandhan tha yeh tora
kia?
baat mairi sunn lay woh
kaash daikhay mujhay woh
sochon main yon khoya hon
main
jaga hon ya soya hon main?
jaanay kitna roya hon main!
chalay..
chalay thay saath saath
rukay..
rukay thay saath saath
chalay.. | | | | Reddit | X / Twitter | Facebook | Copy link | |
More Junoon Lyrics:
|
| |